Film Name: Aadmi (1968)Year: 1968Singer(s) Mohd RafiLyricist: Shakeel BadayuniMusician(s): Naushad----------Lyrics----------Aaj Puraani Raahon seKoyi mujhe awaaz na DeDard mein doobe geet na degham ka sisakta saaz na deho ho ho, ho ho ho....Beete dino ki yaad thi jin meinmain woh taraane bhool chukaaaj nayi manzil hai merikal ke thikaane bhool chukana woh dil na sanamna woh deen dharamab door hoon saaregunaahon seAaj puraani raahon sekoyi mujhe awaaz na de...Toot chuke sab pyar ke bandhanaaj koyi zanjeer nahisheesha-e-dil mein armaano kiaaj koyi tasveer nahiab shaad hoon mainazaad hoon mainkuch kaam nahi haiaanhon seAaj puraani raahon se....Jeevan badla, duniya badlimann ko anokha gyaan milaaaj mujhe apne hi dil meinek naya insaan milapahuncha hoon wahannahi door jahanbhagwaan bhi merinigaahon seAaj puraani rahon seKoyi mujhe awaaz na de.
Sign in or sign up to post comments.