--MALE--(Kya hua tera waadaWoh kasam, woh iraada) - 2Bhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraada--FEMALE--Bhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waada--MALE--Yaad hai mujhko, tune kaha thaTumse nahin roothenge kabhiDil ki tarah se haath mile hainKaise bhala chhootenge kabhiTeri baahon mein beeti har shyaamBewafa yeh bhi kya yaad nahinKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraadaBhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraadaOh kehne waale mujhko farebiKaun farebi hai yeh bataWoh jisne gham liya pyaar ki khaatirYa jisne pyaar ko bech diyaNasha daulat ka aisa bhi kyaKe tujhe kuch bhi yaad nahinKya hua tera waadaWoh kasam, woh iraadaBhoolega dil jis din tumheWoh din zindagi ka aakhri din hogaKya hua tera waadaWoh kasam woh irada
Sign in or sign up to post comments.