Description
Movie: Kala Bazaar (1960)Cast: Dev Anand, Waheeda Rehman,Nanda, Vijay Anand, Chetan Anand, Madan Puri, Leela Chitnis and Helen.Lyrics: ShailendraMusic: Sachin Dev BurmanSinger: Mohammed RafiO ho ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaanAankhon mein saari raat jaayegiTumko bhi kaise neend aayegiOh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaanAankhon mein saari raat jaayegiTumko bhi kaise neend aayegiOh oh, khoya khoya chaandMasti bhari hawa jo chali - 2Khil khil gayi yeh dil ki kaliMann ki gali mein hai khalbaliKe unko to bulaaoO ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaanAankhon mein saari raat jaayegiTumko bhi kaise neend aayegiOh oh, khoya khoya chaandTaare chale, nazaare chale - 2Sang sang mere voh saare chaleChaaron taraf ishaare chaleKisi ke to ho jaaoOh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaanAankhon mein saari raat jaayegiTumko bhi kaise neend aayegiOh oh, khoya khoya chaandOh, oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh ohAisi hi raat, bheegi si raat - 2Haathon mein haath hote voh saathKeh lete unse dil ki yeh baatAb to na sataaoOh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaanAankhon mein saari raat jaayegiTumko bhi kaise neend aayegiOh oh, khoya khoya chaandHum mit chale jinke liyeHum mit chale hai jinke liyeBin kuch kahe voh chup chup raheKoi zara yeh unse kaheNa aise aazmaaoOh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaanAankhon mein saari raat jaayegiTumko bhi kaise neend aayegiOh oh, khoya khoya chaand, khoya khoya chaandKhoya khoya chaand, khoya khoya chaandKhoya khoya chaand, khoya khoya chaand
|
Sign in or sign up to post comments.