Song = Sona Sona Roop Hai, Humko Guroor Hai, Lut Jaaoge Tum Haai RabbaMovie = Bollywood Hollywood ( Indian Movie )Lyrics =--FEMALE--Ishq jiska naseeb hota hai, rab usi ke kareeb hota haiAjnabi se mil gayi ankhiyaan, dil ka rishta ajeeb hota haiSona sona roop hai, humko guroor haiLut jaaoge tum haai rabbaKudi main haseen hoon, thodi namkeen hoonMar jaaoge tum haai rabbaAag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegiJawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2--MALE--Sona sona roop hai, uspe guroor haiLut gaye hum to haai rabbaKudi yeh haseen hai, badi namkeen haiMar gaye hum to haai rabbaAnkhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati haiNazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2Bholi bhaali, yeh nashe di hai pyaaliGhaayal kar gayi, ho labon ki laali--FEMALE--Pyaari pyaari, main hoon ek chingaariChhuo na na, ho main hoon kunwaari--MALE--Bane meri gharwaali, yeh laal paraande waaliGore gaal gulaabi, har ada hai matwaali--FEMALE--Sona sona roop hai, humko guroor haiLut jaaoge tum haai rabbaKudi main haseen hoon, thodi namkeen hoonMar jaaoge tum haai rabbaAag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegiJawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2--MALE--Arre re teri yeh umar hai naadaaniIshq lada le, haan o deewaani--FEMALE--Oye hoye hoye hoye, tere jaise kayi dekhe hai deewaaneKar le chaahe, ho laakh bahaane--MALE--Arre bane raat ki rani, aa kar de shaam suhaaniIshq mein jal jaane de, yeh fala hai toofaani--FEMALE--Sona sona roop hai, humko guroor haiLut jaaoge tum haai rabbaKudi main haseen hoon, thodi namkeen hoonMar jaaoge tum haai rabbaAag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegiJawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2--MALE--Hoye, sona sona roop hai, uspe guroor haiLut gaye hum to haai rabbaKudi yeh haseen hai, badi namkeen haiMar gaye hum to haai rabbaAnkhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati haiNazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2--FEMALE--Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2--MALE--(Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2)
Sign in or sign up to post comments.