Jab Dil Churaye - GunaahHindi Movie Song Wid Lyrics, Full VideoHindi Lyrics:Jab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye KoiSapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir JudaaChaahat Ke Sab Afsaane, Dil Jinko Sach Hi MaaneBanke Voh Reh Jaate Hai Ek Ansuni SadaHo, Kyoon Dekhe Humne Chaahat Ke SapneDil Sochta Hai Aur Rota Hai Zaar ZaarJab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye KoiSapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir JudaaYeh Dooriyaan Dil Ki, Majbooriyaan Dil KiSach Hai Magar Phir Bhi Maane Na Dil MeraBheegi Si Aankhon Mein, Sooni Si Raahon MeinHum Le Chale Hain Kitni Yaadon Ka CaaravaanHo, Ab Mann Hi Mann Mein, Deewaanepan MeinDil Sochta Hai Aur Rota Hai Zaar ZaarJab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye KoiSapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir JudaaJab Dil Churaaye KoiHey, Haan Haan Haan HaanAah, aah, aahDil Mein Tamanna Hai, Dil Mein Iraade HainKhwaabon Ke Mele Lekar Jaaye Bhi To KahanKuch Tum Na Keh Sake, Kuch Hum Na Keh SakeJaane Kyoon Ho Jaati Hai Khaamosh Yeh ZubaanHo, Kya Dil Ko Ho Gaya, Kya Dil Ka Kho GayaDil Sochta Hai AurRota Hai Zaar ZaarJab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye KoiSapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir JudaaChaahat Ke Sab Afsaane, Dil Jinko Sach Hi Maane(Mm hm, aa ha)Banke Yoh Reh Jaate Hai Ek Ansuni Sada........................................http://www.opendiarybd.comhttp://BurNinGsDeSirEs.hi5.com
Sign in or sign up to post comments.